Pighalte waqt kee surat, mujhe rulati hai ..
Na jaane kyun, teri soo rat ubhar ke aati hai .
Hame to shahar kee, veeraniyan hi bhaane lagi ..
Hamare kisse, ye aksar hame sunati hai .
Haseen log to, sheeshe ke ghar banate hain..
Meri nakamiyan, kagaz pe ghar banati hai .
Apne haalat pe, jane kyun hasi aati hai ..
Jindgi , roz bahut der tak samjhati hai.
Ab kisi aur ki, khushiyon ke rahnuma hain ham.
Gam ki parchhaiyan, bhi hamko ye batati hai..
Har kisi daur main, gam ban ke janam leta hun .
Fark bas ye hai ki, meri shaql badal jaati hai ..
Wo kis ka afsaana, tujhko suna raha hai koi .
Jisko sunkar, tere maathe pe shikan aati hai..
Na jane kaun se sanche, main dhal gayi kismat.
Jindgi, dard kee jageer najar aati hai ...
Ishq ka naam, ab hothon ko chubhan deta hai .
Ye nadi , pyaas ke manjar mujhe dikhati hai
From India, New Delhi

Hey Yatin......lagtha hai solid asar pada hain.........Jayant ki posting ka:huh:senti shayariyan kar rahey ho.......Devdas at Beer Bar wala Khissa tho nahi hain:icon6::-P
From India, Delhi
From India, Delhi
Kehtey hain hum ek pathey ki baat:icon1:
Peekar izzat kamaney main lakhom ne Gawadiya Riyassat:icon10:
unginathom ko dhikaya hain bura se bura Waqt:(
Phir bhi samajh main na aya yeh hai ek Musseebat:-x
Proceed only agar tumhari maari gayi hain matth:-D
Kyonki akhir main karma hain issney tumhari Durgath:icon7:
Baki Marzi aapki hai banna hai agar BEER BHAKT:wink:
AAj main oopar……….aur mardi tree ko takkar…ARREY AGAYA BEER PEEKAR CHAKKAR:-P……………………well illustrated thru pics:icon6::icon6::-D

From around the net:
From India, Pune
The Buffalo Theory
A herd of buffalo can move only as fast as the slowest buffalo. When the herd is hunted, it is the slowest and weakest ones at the back that are killed first. This natural selection is good for the herd as a whole, because the general speed and health of the whole group keeps improving by the regular killing of the weakest members.
In much the same way the human brain can only operate as fast as the slowest brain cells. Excessive intake of alcohol, we all know, kills brain cells, but naturally it attacks the slowest and weakest brain cells first. In this way regular consumption of beer eliminates the weaker brain cells, making the brain a faster and more efficient machine.
That's why you always feel smarter after a few beers.
From India, Pune
oye laaten....... chill man..........go and sit in beer storing refrigerator ....................hahaha
From India, Hyderabad
From India, Hyderabad
iss ka matlab hai tum ko chain nahi mil raha hai......... Meri nind gai mera chain gaya aur woh chine se sote hai....... " RJ+Shweta= LOVE
From India, Pune
From India, Pune
:?::confused::?::confused::?::confused::?::confuse d:
Meine kab kaha ki mujhe neend nahi ayi .........
I slept like a baby.........last nigh and I am sure RJ ko bhi Ritu ke hassen sapne aye honge:-P:-P:-P
:beatup: mujhe ritu ya harry se maar nahi khani ................:-D
From India, Mumbai

:-P:-P:-PI do remember and I also remember Shekchilli whene ver I think of you:-P:-P:-P:-P:-P:-P RJ
From India, Mumbai
From India, Mumbai
Find answers from people who have previously dealt with business and work issues similar to yours - Please Register and Log In to CiteHR and post your query.